Isey Mohabbat Kahte Hain - Inspirational Love Quotes




Clouds and Child-Inspirational Quotes


जिससे प्यार करो उसे अगर पा लिया जाये तो
इसे किस्मत कहते है और
जो किस्मत में नही है फिर भी
उसी से प्यार करो तो इसे मोहब्बत कहते है ....

Jis Se Pyaar Karo Usey Agar Paa Liya Jaye To
Isey Kismat Kahte Hain Aur
Jo Kismat Me Nahi Hai Fir Bhi
Usi Se Pyaar Karo To Isey Mohabbat Kahte Hain ....


*****


वक़्त बड़ा धारदार होता है,
कट तो जाता है
मगर काटने के बाद ....

Waqt Bada Dhardaar Hota Hai,
Kat To Jata Hai
Magar Kaatne Ke Baad ....



*****


माफ़ी वही दे सकता है जो अंदर से मज़बूत हो,
खोखले इंसान सिर्फ बदले की आग में जलते रहते है...

Maafi Wahi De Sakta Hai Jo Andar Se Majboot Ho,
Khokhle Insaan Sirf Badle Ki Aag Me Jalte Rahte Hain



~ Aawara Dil

0 comments:

Post a Comment

Previous Wallpapers Next Wallpapers